Street-Gang
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Abhijeet Sawant - Junoon

Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:35 pm

Dhundein Dhundein Tujhko


ho ho o o o o o o....................

yaadon mein hai khoyi huyi zindagaani
kaisi hai yeh ulajhi huyi si kahaani
tere bina tanaha rahoon
(dhundein dhundein tujhko-2) dhundein dhundein, tu hai kahaan o yaara

karde meri khwaayisho ko tu puri
ek pal bhi nahi sahi jaaye kyun yeh doori
o anjaanaasa lage yeh jahaan
(dhundein dhundein tujhko-2) dhundein dhundein, tu hai kahaan o yaara

raahe meri jaane kyun, suni suni raaton ke saaye mein hai ab kho rahe
dil bhi ab aise hai gum, sapno me khoye yeh dip hai jaise ab bujh rahe
o yaara, o yaara chaahe dil tera sahaara
o yaara, o yaara mil jaaye koi kinaara
o yaara, o yaara dhundein dil tujhko, tu hai kahaan
tu jaane hai kahaan

yaadon mein hai khoyi huyi zindagaani
kaisi hai yeh ulajhi huyi si kahaani
tere bina tanaha rahoon
(dhundein dhundein tujhko-2) dhundein dhundein, tu hai kahaan o yaara
o o o o o o....................
Abhijeet Sawant - Junoon F_Kickerbossm_517148f
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:37 pm

Ek Shaqs Raaste Mein


(ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha) - 2

woh shaqs jiske kaandhe pe sir rakhe mein soya
seene se lagke jiske kayi baar mein roya
jiski zulfon ke khusboo mein raaton mein khoya
jis jism ki barsaat mein yeh jism bheegoya
(ek din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha) - 2
ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha

rehta hoon qaid abhi jiski yaadon ke pehare mein
hai labz jiska zinda meri baahon ke ghere mein
jiske khwaabon ko maine neend mein sanjoya
jiske ashqko ko maine apani ankhon pe piroya
(ek din kisi baat pe jab woh rooth gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha) - 2
ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha

ek shaqs raaste mein kahin choot gaya tha
us haadse ke baad, yeh dil toot gaya tha
ek shaqs raaste mein... raaste mein
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:37 pm

Junoon..... Chad Raha Hai


(yeh mere dil mein kaisa junoon
mann ko kyun na mile ab sukoon) - 2
dillagi ka junoon, zindagi ka junoon
{junoon - 7) chad raha hai.... - 2
chad raha hai.......
khoya sab kuch toh kya hua, paane ka ab mujhe hai junoon
aansu agar bhi mile, hasne ka hai junoon
{junoon - 7) chad raha hai - 2
chad raha hai....... - 4

hai aankho mein junoon - 2
hai khwabon mein junoon - 2
sapno ko phir sajaye, umeedon ko jagaye yeh junoon
hai baaton mein junoon - 2
har vaadon mein junoon - 2
armaanon ke diye mein jaise, lau kar chal aaye yeh junoon
zindagi intehaan hai toh kya, manzilon ka mujhe hai junoon
suni rahoon mein bhi, hum safar ka junoon, hum safar ka junoon....
{junoon - 7) chad raha hai - 2
chad raha hai..... - 4
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:38 pm

Maahi Maahi Maahiya


(maahi maahi maahiya tanha tune kiya
dil mein pyaar hai jiya, o diruba) - 4
(firdos hai jahaan kehati hai yeh sada
kyun hai tu gumshuda o dilruba) - 2
(maahi maahi maahiya tanha tune kiya
dil mein pyaar hai jiya, o diruba) - 2

(roothi hai kyun fiza hone laga nasha
suna hai aashiyaan o dilruba) - 2
(maahi maahi maahiya tanha tune kiya
dil mein pyaar hai jiya, o diruba) - 2

(khoyi hai tu kahaan sunle tu inteja
aa mere rubroo o dilruba) - 2
(maahi maahi maahiya tanha tune kiya
dil mein pyaar hai jiya, o diruba) - 4
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:38 pm

Meri Aankhein Kahein


khoye hai yeh nazaarein, gumsum hai yeh sitaarein
abb main kaise sahuun
meri aankhein kahein, meri saansein kahein
khoyi khoyi khoyi raahon ko takate
meri raatein kahein, meri baatein kahein
sune sune sune khwaabon mein rehate
meri aankhein....meri saansein.......
meri aankhein....

tere hi koi khayaalon mein uljha rahu main sawaalon mein
tanha sa huun main in raahon mein
chala main musaafir bahaaron mein
koi na jaane kya hai manjil meri
meri aankhein kahein, meri saansein kahein
khoyi khoyi khoyi raahon ko takate
meri raatein kahein, meri baatein kahein
sune sune sune khwaabon mein rehate
meri aankhein....meri saansein.......
khoye hai yeh nazaarein, gumsum hai yeh sitaare
abb main kaise sahuun
palkon mein hai sajaaye koi sapne paraaye
kaise rahuun main yuun door
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:39 pm

Tanha Tanha Se Hai Din


bas ik jara hai iltaja kabhi meri baahon mein aao na
tere bina jeena bhi kya jaise koi bebasi, koi saja
teri chaahat ka teri pyaar ka sila
behoshi, bechaini, betaabiyaan, chain gumshuda
o ho ho ho ho..........
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, dil yeh karata hai mar jaayein
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, na jaane kaisi yeh kayaamat hai

mere sanam mere khuda, yahin meri aarjoo, yahin duwa
saanson mein hai khushboo teri, tere honto pe ho naam mera
gumsum sa aalam hai, viraan yeh fiza
jaane mausam ko yeh kya ho gaya, hai bujha huva
(tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, dil yeh karata hai mar jaayein
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, na jaane kaisi yeh kayaamat hai) - 2

teri chaahat ka tere pyaar ka sila
behoshi, bechaini, betaabiyaan, chain gumshuda
o ho ho ho ho..........
tanha tanha se hai din, pyaasi pyaasi hai raatein
ji na paayenge tum bin, na jaane kaisi...........
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:39 pm

Tere Bina, Tere Tere Bina


tere bina, tere tere bina - 2
suna suna aalam, suni suni hai jindagi, tere bina, tere tere bina
kaate kate nahin jeevan ki dagar bhi, tere bina, tere tere bina
kahoon dil se dil se dil se re
puchho dil se dil se mere, kahega yahin
suna suna aalam, suni suni hai jindagi, tere bina, tere tere bina
o kaate kate nahin jeevan ki dagar, tere bina, tere tere bina

tere bina, tere tere bina - 2
yeh kaisi ghadi aayi, suljhe nahin hai kuchh bhi
jo sochu wo keh na paau, kahun to kya tujhe abhi
kahoon dil se dil se dil se re
puchho dil se dil se mere, kahega yahin
suna suna aalam, suni suni hai jindagi, tere bina, tere tere bina

(pal gujar gaye, din gujar gaye, kitne aise hi
na muskuraaya, na chain aaya tere bin kabhi) - 2
kahoon dil se dil se dil se re
puchho dil se dil se mere, kahega yahin
suna suna aalam, suni suni hai jindagi, tere bina, tere tere bina
ho ho ho kaate kate nahin jeevan ki dagar bhi, dagar bhi....
tere bina, tere tere bina (tere bina) - 10
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Love_for_forever Tue Feb 05, 2008 10:40 pm

Tham Ja, Zindagi Tham Ja


(tham ja, zindagi tham ja - 2
yehi lamha hai manzil meri) - 2
tham ja, zindagi tham ja, ho o tham ja

sanson ki garmi mein, hoton ki narmi mein
milne ki aas mein, chahat ki pyaas mein
aarjoo se ek machli hai
machli hui ik arjoo, arjoo mein tehra ek lamha
yahi lamha hai manzil meri
tham ja, zindagi tham ja - 2
yehi lamha hai manzil meri
tham ja zindagi ho o... tham ja

baadal intzaar ke aakhir baras gaye
faaslon ke paththar bhi ret se bikhar gaye
boondon se pighali hai duriyaan
pighali huyi yeh duriyaan, duriyon mein thehra ik lamha
yahi lamha hai manzil meri
tham ja, zindagi tham ja - 2
yehi lamha hai manzil meri
tham ja ho o o tham ja, ho tham ja
avatar
Love_for_forever
Super Member
Super Member

Male
Number of posts : 1625
Age : 32
Location : Your heart
Mig33 Username : love_for_forever
Reputation : 0
Registration date : 2007-11-09

https://street-gang.forumotion.com

Back to top Go down

Abhijeet Sawant - Junoon Empty Re: Abhijeet Sawant - Junoon

Post by Sponsored content


Sponsored content


Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum